fbpx
Mon - Sat 10:00 am - 08:00 pm 0800-LASER (52737) [email protected]
Karachi
0333 2463539
Rawalpindi
0346 4111188
Peshawar
0346 1110865

Migraine Treatment In Urdu: Migraine ka Ilaj

Migraine Treatment In Urdu: Migraine ka Ilaj

Agar aap ko sar k dard ki takleef rehti hai tau ap ko uska mukammal ilaj karanay ki zarurat hai. Sar k dard ki bohat si wajoohat ho sakti hain, jin main se aik migraine hai. 

Kia ap migraine ka shikar hain aur is ka mustakil ilaj dhund rahe hain? Yahan hum migraine ka ilaj bataye ge takay ap is se chutkara hasil kar saken. 

Adhy sar ka dard

Adhy sar ka dard hai kia? Ye dard asaabi kamzori se hota hai jis main ap taqreeban 72 ghantay is k asraat main mubtala rehtay hain.

Agar migraine ka ilaaj karaya jae aur apni dekh bhaal ki jae tau ap is pe mukammal control kar saktay hain. 

Migraine Treatment In Urdu | Migraine ka Ilaj

Agar aap ke doctor ne migraine diagnose kar diya hai tau wo ap ko kuch dawaen tajweez karay ga. Lekin ye dawaian sirf us waqt li jati hain jab migrain ki alamaat nazar anay lagen. Is liye in dawaun se migraine se chutkara mumkin nahi hai. 

In dawaun k ilawa ap mutabadil ilaj bhi karwa saktay hain jesay k: 

  • Mindfulness meditation 
  • Essential oils ka istamal
  • Acupuncture 
  • Meditation

Is k ilawa aik bohat hi mufeed aur jadeed treatment hai jis ko hum neechay discuss kar rahay hain. 

Migraine ka ilaj laser treatment se

Laser therapy dunya bhar main ki jati hai jis se migraine ka ilaj mumkin hai. Bohat se logun ne is se faeda uthaya hai aur ab wo is dard ko bhool chukay hain. 

Laser therapy doctors kartay hain. Ap aik se zyada sessions le k dard se chutkara hasil kar sakte hain. 

Pakistan main laser therapy ka sb se bara center, BioFlex Pakistan hai jahan se bohat se migraine k mareez shifayaab ho chukay hain. 

Migraine ka ilaj k liye click karen aur migraine k dard se nijaat hasil karen.

Share

Leave a Reply

Book Your Appointment